🙏Desh ke Jawan🇮🇳
🇮🇳Mere Desh ke Jawan Ko mera Salam Kiya India ek chota Desh hai?nehina To phir jo country mere Desh ke saath gardari karraha hai .or mere Desh ka sab public Ko pata hai. To phir bi us Desh ka saath detein hai.par kiun.? Kiun ki mere Desh ka public Ko pata nehin.hum log ka Desh ka power Kiya hai. Agar hum log alag country ka saman kharid karke usko .o Desh Ko bada karrehe hain. par Mera jo Desh ka jawan jo Desh keliye balidan deraha hai.uska Kiya o Kiya faltu main Jan de Raha hai.nehin na Hum log Ko bachane keliye wo jawan balidan de Raha hai. Per hum log wo hi satru Desh ka saman laten hai jo .hum log ka paisa se hum log Ko marne keliye .mere jawan ko marne keliye .o paisa kharcha karta hai. (Example: chaina) Plz public hum log kosis kare .hum log ke Desh Ko bachaye.hum log ka Desh ke Jawan Ko bachaye. (Made in India 🇮🇳)